Aaqri roza hai dil ghamnaak muztar jaan h
hasrata va hasrata ab chaldiya ramzan h
��
Aashiqane maah-e-ramzan ro rahe hain phoot kar
dil bada bechain hai afsurda rooh o jaan h
��
al firaaq o wal firaaq aye rab ke mahmaan al firaaq
al firaaq o wal firaaq aye maah e ramzan al firaaq
alwida o wal wida tujhe maah e ramzan h
��
teri furqat main dile shaad tukde hogya
aur seena chaak tere hijr main ramzan h
��
daastan e gham sunaiyen kisko jaakar aah hm
aye musalamano dekho chaldiya ramzan h
��
waqt e aftar o sahar ki raunaken hongi kahan
chand lamhon ke baad ye saara samaa soonsaan h
��
hai sad afsos ramzan ki na humne qadr ki
besabab hi baqshde ya rab ke tu rahmaan h
Alvida Mahe Ramzan Alvida

