Showing posts with label Dil Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dil Shayari. Show all posts
Saturday, 8 June 2013
Sunday, 19 May 2013
Posted by junaid arshad
with No comments
Dil say wisaal-e-yaar ka armaan bhi gya
Dekho jo ghar udas to mehman bhi gya
Kar li hai uss ne phir gham-e-jana se dosti
Lo apne haath se dil-e-nadaan bhi gya
Mushkil tha apni raah pe lana usay magar
Tha baat mein khuloos to wo maan bhi gya
Dikhlaye kya bahaar ne josh-e-junoon kay rang
Daaman bacha rahay thay garaiban bhi gya
Us ki wafa kabhi bhi na haasil hui mujhe
Main uss kay darr pe le ke dil-o-jaan bhi gya

Posted in Dil Shayari, Urdu Ghazal, Wissal Shayari
Thursday, 16 May 2013
Posted by junaid arshad
with No comments
Apny Dil ko Sambhalo or so jao
Anso Ankhon me chupa lo or so jao
Kuch nhi Milta ishq me siway is k
Ghum ki Barish me Naha lo or so jao
Chor Do ye Ratoo ko Dair tk Jagna
uski yaad Dil sy Mita lo or so jao
Ishq me Hamesha Be-wafai hi Hoti hy
Ye Baat Zehan me Bitha lo or so ja.
Posted in Dil Shayari, Ishq Shayari, Urdu Ghazal
Wednesday, 15 May 2013
Posted by junaid arshad
with No comments
Tujhi ko apne Dil Me Bsaya aur Bsaya
Kuch B Nahi
Jidher Dekha udher Tu Hi Nazer aya or Nazer aya
Kuch B Nahi
Dunia walo Ne be-waja Bdnam kr dia,
Main Ne bus Tera Dil Churaya or Churaya
Kuch B Nahi
Bus Ek Tumhi ko Nahi khona Chahte the Hum Lekin,
Hum Ne bs tmhi ko Ganwaya or Ganwaya
Kuch B Nahi
Wo Jis ko Yaad kie Bghair Sote Nhi the Hum,
Us Ne bus Hamain Hi Bhulaya or Bhulaya
Kuch B Nahi
Posted in Dil Shayari, Urdu Poems
Wednesday, 1 May 2013
Friday, 26 April 2013
Thursday, 25 April 2013
Subscribe to:
Posts (Atom)