Showing posts with label Ishq SMS. Show all posts
Showing posts with label Ishq SMS. Show all posts

Tuesday, 12 June 2012

Kabi Chirag Kbi Roshni Se Haar Gye


Kabi Chirag Kbi Roshni Se Haar Gye,
Hum Badnasib The Har Ksise Haar Gye,
Ajib Khel Ka Maidan H Ye Dunia,
Jisko Jeet Chuke The Usi Se Haar Gaye..!!


Sunday, 20 May 2012

Kiyun Peetay Hain Log Sharab Kisi K Gham MeiN,



Kiyun Peetay Hain Log Sharab Kisi K Gham MeiN,,,
!faraz Jhootey Yaar Ki Khatir Sachay Khuda Ko Naraz Karty Hain...


Tuesday, 15 May 2012

Yonhi sajj Dhajj ke Rehne se Kahan Taqdeer Banti Hai,,


Latest Love sms collection

Yonhi sajj Dhajj ke Rehne se Kahan Taqdeer Banti Hai,,
.
.
DUA Jazbe Na Orhay to Kahan Taaseer Banti Hai,,
.
.
Takhayul Mein agar Parwaaz ki taaqat Nahi Shamil,,
.
.
To Rang0n ko Sajane se Kahan Tasveer Banti Hai,,
.
.
Jigar ke Zakham Hi to Daasta'n Mein Rang Bharte Hain,,
.
.
Warna Lafz Likhne Se kahan Tehreer Banti Hai,,
.
.
Shikasta Manzr0n ki Kirchiyaan Aankh0n Mein Chubhti Hain,,
.
.
Ke Deewan0n ke Khawab0n ki Kahan tabeer banti hai.

Saturday, 12 May 2012

I love You Mother


I LOVE YOU MOTHER
Meri chahat ka jo jahan hai,
wo meri maan hai,
meri zameen ka jo asman hai,
wo meri maan hai,
mera sub kuch jis k nam hai,
wo meri maan hai,
hunsy mere jis k wagood se hai,
wo mery maan hai..

Sab0ot ye Hai Mohabbat Ki Saada'Lohi Ka �ah�L

Sab0ot ye Hai Mohabbat Ki Saada'Lohi Ka �ah�L...!
.
.
Jb Us Ne Wa'da Kiya, Hm ne Aitbaar Kiya...!!

Friday, 11 May 2012

Kiyon Na Karon Main Apny Doston Ki Parwah

Kiyon Na Karon Main Apny Doston Ki Parwah,
..Tanha..
Yeh Dost Hi To Hain Jo Kandhy Par Utha Kar Ly Jaayen Gay Aakhri Manzil Ki Janib.

Wo Jab Bhi Ye Kehta Ha,Usey Mujh Se Mohabbat Hai.

. ~*~ADHURI~*~~*~ NAZM ~*~
~Wo Kehta Hai,
Usey Phoolon Ki Chahat Hai
~Magar Jab Phool Khiltey Hain Wo Un Ko Tor Deta Hy
~Wo Kehta Hai,
Usey Barish Ka Mosam Acha Lagta Hai
~Magar Jab Barish Hoti Hy Wo Kamrey Mein Afsurda Ho Kar Baith Jata Hai
~Wo kehta hai,
Hawaayen Ishq Hain Us Ka
~Magar Jab Hawaa Chalti Hai To Wo Khirki Band Rakhta Hai,
~Mujhy Ab Dar Sa Lagta hai
~Wo Jab Bhi Ye Kehta Ha,Usey Mujh Se Mohabbat Hai.,

Saturday, 5 May 2012

Na kar Youn DIL Azaari hum say k itnay buray nahi hain hum

"Na kar Youn DIL Azaari hum say k itnay buray nahi hain hum,
Mana k tery kabil nahi Parye to na keh k tery nahi hain hum.






Zawaal '' Ye K Tera Saath Nahi

*''Zawaal '' Ye K Tera Saath Nahi...!!!
*"KAMAL" Ye K Jee Raha Hon Mein...!!!

Thursday, 3 May 2012

Jab dekhne waalaa koi naheen

Jab dekhne waalaa koi naheen
kuch din to baso merii aa.Nkho.n me.n
phir khuwab agar ho jaao to kyaa

koi rang to do mere chehray ko
phir zakhm agar mehkao to kyaa

ik ainaa thaa so TuuT gayaa
ab Khud se agar sharmaao to kyaa

main tanhaa thaa main tanhaa huuN
tum aao to kyaa na aao to kyaa

jab ham hii na mahake phir saahib
tum baad-e-sabaa kahlaao to kyaa

jab dekhne waalaa koi naheen
bujh jaao to kyaa jal jaao to kyaa

Hazar meel lambi musaftein URDU POETRY SMS COLLECTION

Hazar meel lambi musaftein




Yeh Theek hai nahi marta koi judai mein

Yeh Theek hai nahi marta koi judai mein, Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare 




Sunday, 22 April 2012

Khaali jaam liye baithe ho

Khaali jaam liye baithe ho,un aankhon ki baat karo,
Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,
Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil
Jin tak jaam nahin pahuncha hai un pyaason ki baat karo
Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan,
Jin yaadon se dil roshan hai, un yaadon ki baat karo
Phir palkon par jugnu chamke,aankhon mein ghata si lehrai
Thandi hawa ka ziker karo, Kuch bheegi ruton ki baat karo
Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,
Khaali jaam liye baithe ho, un aankhonki baat karo..